Allah ki taraf se aaye Hain Allah ki taraf jaenge Inna illahi wa Inna ilayhi rajiun maut to barhak hai use barhak ko hum qubool karenge Allah ki taraf se aaye Hain Allah ki taraf jaenge. Insan Keval jagah badalta hai jab vah ruh ke samay tha to vah duniya mein aaya aur duniya mein jab vah aaya to Man ke shikam mein aaya jab Maa ke shikam mein vah 9 mahine Raha to usne apni jagah Badal Di FIR vah duniya mein a Gaya jab vah duniya mein duniya mein Na jaane kitne sal ho raha aur FIR maut ke waqt usne is duniya Ko chhodkar ke vah Kabra mein Gaya aur Kabra mein vah ta Qayamat Tak rahega aur jab kayamat aaegi FIR vah Kabra ko bhi is jagah ko badal dega FIR vah aakharat mein kayam Karega aakhirat mein khada hoga aur vah vahan per Apne hisab kitab dega kahane ka matlab hai ki Insan sirf jagah badal raha hai uski parmanent hamesha Rahane wali jagah jo akhrot hai uski taiyari usko bahut acche se karni hai.